7 Unani Herbs magical effect Unani dawa, jo qadeem Greek dawa se apni jadain rakhti hai, sadion mein taraqqi kar chuki hai, aur ismein Arabi, Farsi, aur Hindustani tehzeebon ka ilm shamil hai. Yeh mukammal shifa ka nizaam jism ke akhlaat ka tawazun barqarar rakhne aur sehat ke behtareen darje ko hasil karne ke liye […]
Author: Hamid Islahi
Kya tamatar aapko wazan kam karne mein madad kar sakta hai?
Kya tamatar aapko wazan kam karne mein madad kar saktA hai? Tamatar mein kai zaroori gizaiyat mojood hote hain aur yeh samjha jata hai ke yeh weight loss diet mein ek mufeed izafa ho sakte hain. Lekin kya yeh waqai aapko wazan kam karne mein madad karte hain, aur kaise? Tamatar sehatmand hain! Tamatar, Solanum […]
“Muh ke chaalon ne khana-peena kar diya haraam?”
“Muh ke chaalon ne khana-peena kar diya haraam? Kuch din mein ghaav bharega ye desi nuskha.” Agar muh mein chaalay nikal aayein toh khana peena mushkil ho jata hai. Yahan tak ke bolne mein bhi dushwari hoti hai aur dard bhi kaafi hota hai. Muh mein chaalay pait ki garmi se nikalte hain. Yani inka […]
What is Constipation?
What is constipation Samajna Asaan Bachna Usse Bhi Asaan The findings suggest that 22% of the adult Indian population is suffering from the condition, with 13% complaining of severe constipation. 6% of the Indian population suffer from constipation associated with certain comorbidities. *Link* Qabz(constipation) us waqt hota hai jab apki aanten(intestine) kisi waja se kafi […]
HOME FOOD VS OUTSIDE FOOD, WHICH IS BEST?
HOME FOOD VS OUTSIDE FOOD, WHICH IS BEST? “Most people do not understand the difference between home food and outside food. They often see the difference in the only price between the two foods.” Hotel ke khane main jahan tak main samjhta hon 3 advantages hote hain. Variety: Hotels mukhtalif qisam ke cuisines aur dishes […]
Thyroid imbalance can be heal by herbal treatment?
Thyroid Health ke liye Herbal Treatments Article English and Roman Urdu Yes, herbal treatments can be used to support thyroid health, but while herbal treatments cannot replace thyroid hormones. It is important to consult a healthcare provider before starting any herbal remedies, especially for thyroid conditions, as improper treatment can lead to serious health issues. […]
Insomnia (نیند نہ آنا) (अनिद्रा)
Insomnia (انسومنیا) Insomnia is a sleep disorder characterized by difficulty falling asleep. Between 10% and 30% of adults have chronic insomnia, and many more deal with it from time to time. Here’s a look at some of the latest research on this condition, its causes, and treatments that may help. Ye ek neend ka marz […]
3 major factors causing heart health problems in young people
Jawan logon main dil ki bimari ki 3 ahem waja (3 MAJOR FACTORS CAUSING HEART HEALTH PROBLEMS IN YOUNG PEOPLE) Heart Health Dil ki beemariyaan aksar umar daraz logon main hoti hai, lekin chand saalon mein yeh beemariyaan 40 saal se kam umar ke logon mein bhi aam hoti ja rahi hai. World Health Organisation […]
Urine Dripping/Leaking
Peshab ka bina irada hojana Ya Peshab ka aksar katra katra mehsoos hona Ya Peshab kerne ke baad kuch waqt main hi dubara peshab mehsoos hona. Isse hum ‘Urine incontinence’ keh sakte hain. Cause (Waja) Umar daraz logon main aam tor per ye urinary sphincter par control ya to khatam ho jane ya uske kamzor […]
Kya Ande Ka Cholesterol Sach Main Bura Hota Hai?
Kya Ande Ka Cholesterol Sach Main Bura Hota Hai? Anda (Egg) cholesterol se mutasir logon ke liye acha hai ya nahi, is par bohot si baatein chali aati hain. Yahan kuch zaruri points hain: Cholesterol Miqdar (Cholesterol Content): Anda cholesterol ka acha zariya hai. Aam tor par ek bade anda mein 186 mg cholesterol hota […]